English to Hindi : -
Hello friends mera name Rajveer hai. Aaj m aapko English to hindi Kaise bana akten hain. Ager koi galti ho to shama kijiye.
![]() |
English to hindi |
Aaj men aapko English to hindi, Tense, English Grammer ke bare men bataunga.
Sabse pahle hamen grammer ki suruaat krny hogi jismen pahli bat subject ki aati hai.
English to hindi : -
English to hindi : -
Subject : -
Koi bhi sentens men noun ya pronoun sabse pahle aata hai subject hota hai.
Example - 1. Ram is a good boy.
Ram - Subject
Object : -
Koi bhi sentens men noun ya pronoun sabse last men aata hai vo Object kahlata hai.
Example - 1. Ram is a good boy.
Boy - Object
Verb: -
Koi bhi sentens men jo word subject ya object ke bhich men aata hai verb kahlata hai.
Example - 1. Ram is a good boy.
Is - Helping verb
Verbs bhi 2 parkar ki hoti hai : -
2. Helping verb
Main verb - Mean verb ki 3 forms hoty hain.
Helping verb - Helping verb 2 parkar ki hoty hain : -
Helping verb - 1. Model Helping verb
2. Paimery Helping verb : -
Adjective : -
Ve shabth jo noun, pronoun ki visheshta parket karten hain vo adjective kahlate hain.
Adjective ke aage bhi kain pryog hai.
Example - Ram is a good boy.
Example - Ram is a good boy.
Good - Adjective
Adjective ko aage 8 bhagon men banta gya hai jinke aage alg alg pryog hain.
1. Adjective of quentity
Example - He is a good boy.
2. Adjective of quelity
Example - I have a little water.
3. Adjective of number
Exampe - All students are Honest.
4. Adjective of proper adjective
Example - Indian army is the best army.
5. Possessive adjective - (ismen apko ek bat dhyan men rahni hogy ki ager kisi noun se pahle koi adjective aata hai to vo hi sentens adjective hoga)
Example - This is my blogg.
6. Distributive adjective
Example - Eaither pen is red.
7. Demonstrative adjective
Example - This book are cheap.
8. Interogative Adjective
Example - Which book is yours.
Adverb : -
Ve sabth jo kriya v adjective ki visheshta batate hain adverb kahlate hain.
Example - Ram is a very good boy.
Example - Ram is a very good boy.
Very - Adverb
Adverb ke aage kai parkar hai.
1. Adverb of time
Example - I go to school daily.
2. Adverb of place
Example - I lived here come near.
3. Adverb of number
Example - I saw you once in dhili.
4. Adverb of quentity
Example - He is a very good boy.
5. Adverb of manner
Example - He runs fast.
6. Adverb of reason
Example - He stall a book ther for he was find.
Adverb of affermetionor neggation
Example - Surly he is right.
prepositoin : -
Jo noun yan pronoun se pahle paryukt hoty hain.
Example - There is a book on the table.
Book - Noun
On - preposition
Iske 8 parkar hain.
1. At
Example - I get up at 5:00am.
2. In
Example - I am in army.
3. Into
4. On
Example - Ther is a book on the table.
5. Between
Example - She was seting between here father and mother.
6. Among
Example - He was sitting among croud.
7. Above
Example - Kite was flying above the tree.
8. Behind
Example - Ther is chair behind me.
Tense : -
Tense 3 parkar ke hote hain lekin unke rup 4 parkar ke hote hain.
1.Present Tense
2.Past Tense
3.Futur Tense
1. Present Tense - 4 parkar hain : -
1. Present Continous Tense
Hindi men pahchan - Ta hai, Te hain, Ti hain.
Healping verb - V1 form.
Main verb - Is, Am, Are
Example - Ram is playing cricket.
2. Present prefect Tense : -
Hindi men pahchan - Chuka tha, Chuke the, Chuki thi.
Helping verb - Has, Have
Main verb - V3 form
Example - Ram played cricket.
3. Present perfect continous Tense : -
Hindi men pahchan - Se raha hai, Se rahen hai, Se rahei hai.
Helping verb - Has been, Have been
Main verb - V1 ing
Example - Ram has been playing cricket since next month
4. Present simple Tense : -
Hindi men pahchan - Ta hai, Te hai, Ti hai.
Helping verb - Do, Does(Positive sentense ke sath do, Does ka pryog nahi kiya jata)
Main verb - V1 s\es
Example - Ram Plays cricket.(Possitive sentense)
Ram does not play cricket. (Neggetive sentense)
Do they play cricket. (Interogative sentense)
Do they play cricket. (Interogative sentense)
2. Past Tense - 4 parkar : -
1. Past continous Tense : -
Hindi men pahchan - Raha tha, Rahe the, Rahi thi
Helping verb - Was, were
Main verb - V1 ing
Main verb - V1 ing
Example - Ram Was playing cricket.
2. Past perfect Tense : -
Hindi men pahchan - Chuka tha, Chuke the, Chuki thi
Helping verb - Had
Main verb - V3 form
Example - Ram Had played cricket.
3. Past perfect continous Tense : -
Hindi men pahchan - Se raha tha, Se rhe the, Se rhi thi
Helping verb - Had been
Main verb - V1 ing
Example - Ram had been playing cricket.
4. Past simple Tense : -
Hindi men pahchan - Tha, The, Thi
Helping verb - Had (possitive sentense ke sath Had ka pryog nahi kiya jata hai)
Main verb - V3
Exmple - Ram played cricket.
3. Futur Tense-4 parkar : -
1. Futur continous Tense
Hindi men pahchan - Rhe ga, Rhun ga, Rhen ge
Helping verb - Shall be, Will be (Shall ka pryog I, We ke sath kiya jata hai v Will ka pryog I, We ko chorh ker sabhi subjects ke sath kiya jata hai)
Main verb - V1 ing
Exmple - Ram will be playing cricket.
2. Futur prefect Tense
Hindi men pahchan - Chuke ga, Chuke gi, Chuken ge
Helping verb - Shall have, Will have
Main verb - V3
Exmple - Ram Will have Played cricket.
3. Futur prefect continous Tense
Hindi men pahchan - Se raha hoga, Se rahen honge, Se rahi hogi
Helping verb - Shall have been, Will have been
Main verb - V1 ing
Example - Ram will have been playing cricket for two monthes later.
Emportent English G.K. Knowledge : -
Tesa ki mene uper aapko english grammer ke bare men bataya to umith krta hun ki aapke ache trike se sabh samj men aa gya hoga. Aapko roj unka rivission krna hoga.
Tabhi aap aache trike se english to hindi bana skoge. Ager aap english to hindi word meaning khojna chahten hai to mene aapko "google kya hai"namek Bloggre me google anuvath ki sary jankary likh dhi hai.
Ager aap english to Hindi bahut ache tarike se sikhna chahten hain to aapko tense v All english grammer sikhna hoga v rivission krna hoga. Bhar bhar abhyas krne se hamara mind usse ache tarike se samj leta hai.
To aapko bhar bhar english to hindi banane ka abhyas jary rakhna hoga. Ager kisi Friend ke sath hain to aap usse jayatha se jayatha english me bhat karna isse aapka abhyas bana rahega. Or aap ek ache english men bn sakte ho.
Aapko her ek thin me 5-6 english word meaning yath krne honge isse bhi aapka abhyas jary rahega. M aapko ye isliye bata rahan hun kyonki, Aaj ke yug men english hamare liye bahut jarury hai.
Lekin iske sath sath hame apni mater bhasha ko bhi yath rakna hoga.aapko ager english men topper banana hai to english ka aana bhut jarury hai or english aana tabhi sanbhv hai jab aap ger per ya kisi anye sthan per bhar bhar abhyas krenge.
Iss liye abhyas ki lat aapme honi chahiye.aajkel her job english ke bhina sabhv hi nahi hai. Ager aap bhaher, Jaise amerika me japan men jaten hain to bahan to english men ka hona bhut jarury hai.
Ager aapne pury mahnet se abhyas kiya or Tense ka bhar bhar rivission kiya to aapko ek topper english men banne se koi nahi rok sakta. Bhat abhyas v rivission ki hai.
Aapko aage barhne se koi nahi rok sakta bas aapke pas khuch krne ka jajva hona chahiye sahs hona chahiye khudh per visvas hona chahiye. Ager aap khisi tour per bhi ja rahen hain to bhi english aapke liye bhut jarury hai.
1 Comments
Wao tense
ReplyDelete