Water Pollution : -
Hello friends mera name Rajveer hai aaj ham iss post menn Water pollution ke bare menn janenge ki kiss parkar water pollution barh raha hai isko kaise thur kiya jaye. To chaliye shuru karte hain.
Water Introduction : -
![]() |
water pollution |
water pollution se hamen gyat hota hai ki jab pani menn kuch apshisht mila thiya jata hai yan mil jata hai to vo water pollution ho jata hai jo hamare liye barhe khatre ki bat hai. Water pollution ka mukhye karn Factriyo se aata ganntha pani manv ka mall palastik or bhi kai karn ho sakten hain. Ye ek bhut barhi samsya hai.
Water pollution of Reason : -
Isko thur karne ke liye sarkar anek parkar ke kanun babati hai jaghan jghan per abhiyan chalaye jate hain kyonki ab ki pirhi v aane vale pirhi ke liye water ka bachana bhut jaruri hai. Ye isliye chalaye jaten hain kyonki her jaghan per jagrukta ka vikas ho sake. Ye isliye chalaye jaten hain kyonki abhi water pollution ki samsaya jari hai or ye barh bhi rahi hai esse hamene hi barhaya hai or ham hi esse thur karne ka paryas karenge.
Iske karn hi kai log mot ka shikar ho jate hain. Ager pollution ke water ke sath aap nahayen to anek parkar ki bimariyan chapet menn le sakti hain. Isse jayathater hamari tavcha ko bhut hi nuksan hota hai. Iske or bhi kai karn ho sakten hain jaise parakartik karn ismen upsathit air menn ghuli jaharili ganse bhi pollution ko bahrhava the sakti hai.
Isko thushit karne ke piche sara karn hi hamara hai abhi tak ham iske upyogita ko samj nahi paye issi liye ham iska itna upyog ker rahen hain. Ager aap ko Water pollution hone se bachana hai to jayatha se jyatha se jyatha tree lagayen jayen taki amliye vrsha ko kam kiya ja sake bton ko banth kiya ja sake inki upyogita ko kam kiya ja sake. In sab ko karne ke liye jagrukta hona bhut jaruri hai.

0 Comments