Meditation : -

Hello friends mera name rajveer hai aaj menn aapko anek yog karne se hone vale fayethon ke bare menn bataunga.

Meditation Introduction : -

meditation
Meditation
Ager menn apko bataun ki dhyan mudhera se vayekti apna vo sukh pata hai jo aaj tak shayeth hi kissi ne liya ho. Ye ek sachi bat hai or esse hamenn aapnana bhi chahiye. Meditation mudera hamare liye bahut jaruri hai isse hamara mind control hota hai.

Meditation se hi aaj vayekti apny reading ko barha raha hai apni sikhne ki shakti ko barha raha hai. Meditation ke sath yoga ka bhi sahyog bhut jarury hai. Kyonki mansik tharishti ko savsath rakhne ke sath sariryk tharishti ko bhi hamenn savsath rakhna hai. Hamare liye lagaya gya thyan hamenn bhut unchi sach ke liye ager sar kar sakta hai kyonki iski phunch bhut hi thur tak hoti hai.


How to Meditate : -

Meditation karne ke liye aap apne hton ki age vali finger v anguthe ko milaker palathi mar ker kamer sithi v ankhe banth ker apna sara dhyan mathhe per tilk lagate hain vhan ektrit kren. Or apni ati jati sanso ko mahasuus ker apne purv ko yath kren. Aapko bhut hi aanath ki anubhuti parapet hogi. Ye sirf aapko 5 mint Ya 3 mint tak hi karana hota hai ager aapki icha hai to aap lanbhi parkariya bhi ker sakten hain.

Dhyan lagane ka ek bhut hi barha fayetha hai ki ager aap dhyan lagate ho to aap jab kamare menn apne mitron ke sath bethe hote ho v parh rahe hote ho tab jab aaapnke miter aaaps menn bat ker rahe hoten hain to aapka jyatha ter dhyan parhai menn hi laga rahata hai na ki unki baton menn. Dyan aapko bhut barhi uplabthi thila sakta hai.

Benefit from Attention : -

Dyan lagane se aapki sari pareshani v chintayen thur ho jayengi jo her manv apne liye karta aa rha hai. Meditation se aap acha savasthye bhi pa sakte ho. Jisse pane ke liye manv kya kya paryas nahi karta. Aap menn upsathi sara aalas thur ho jayega. Choti choti baten aapko bilcul bhi pareshan nahi kregi kyonki aapka unse jo focs hai vo Meditation se bilcul thur ho jayega.