Computer : -
Hello friends mera name Rajveer hai aaj hame Computer ke bare menn janege ki ye kiss parkar hamari jindhgi menn kam aata hai. Iska hamari jindhgi menn kya mahatv hai. Jo menn apko bat bataunga bhut hi aasan bhasha menn isse likha gya hai. To chaliye shuru karten hain.
![]() |
computer |
Computer Introduction :-
Computer ek essi ilectronik mashin hai jo hamari jindhgi menn bahut ahamiyet rakhti hai. Aaj hamara dhesh itni pargati ker raha hai ye sab issi computer ke mathyem se hi sanbhv tha jo aaj hamare yug menn hai jo hamari roj marra ki jindhgi ko bahut aasan bana raha hai. Jo manushye ko chahiye bo aaj bahaut sarl hai v bhaut hi aasani se Computer ke mathyem se vyekati usse parapet ker lata hai. Hamare dhesh menn aaj her jaghan hamenn Computer dhakhne ko milta hai ye ek essi mashin hai jo hamri jindhgi ko pichle yug se aasan bana dheti hai issi karn se hi hamenn ye jaghan jaghan Computer najar aaten hain.
Ek sabse barhi bat ki Computer hamare time ki bhut bajat karta hai. jo hamre liye bhat hi upyogi hai usko bhchana itna aasan nahi hai. Prantu Computer ke mathyem se ye sanbhav hai. Iske bare menn apko jitna jayatha gyan hoga utna hi mahatv purn hoga kyonki ye hamari jindhgi ka bhaut aham hissa ban chuka hai. Btaya jata ai ki pahle ke Computer bahut barhe aakar ke jo bhaut bhari v bhut hi athik barhe tip ke hote the lekin hamare dhesh ne tarki or hamne ye mobile jaise Computer ko laker hamare samne khrha ker thiya jo bhut hi jarury tha jo hamri jindhki ke liye bhut hi upyogo tha.
Lekin kuch log iska kabhi kabhi galt istemal bhi karten hain jo unke liye hi ghatk hota hai jo iska galt istemal karten hain. Lekin galt kam karne ke sath sath hamari dhuniya menn kain sahi kam karne bale insan bhi hai jo iska bharpur fayetha utha rahen hain. Ager aapne iska sahi upyog kiya to aap sahi ke raste per jaoge ager galt kiya to galt raste per jaoge lekin aap ye soch rahen honge ki ye kya likh raha hai lekin ye sach hai jo aap sabko achi parkar se pata hai. Aaj hamri jindhgi Computer ke mathyem se bhut aasan ban chuki hai jo bhut hi khushi ki bat hai. Mote tor per computer ki panch pirhi btai ja rahi hai.
Computer's Benefit : -
Compuetr ke kai fatethe ho sakten hain. Mote tor per aapko Computer ki basik jankari uper they thi gai hai jo bhut hi aasan bhasha menn hai.
1. Isse hamare time ki bhut barhi matra menn bachat hoti hai. Jo manv ke liye bhut upyogi sith ho sakti hai.
2. Ye hamare jivn ko bhut sarl bana theta hai jo manv aaj ki thuniya menn chahta hai.
3. Ismenn ap apni sari ditels v sari jankari save ker ker rakh sakten hain. Ye hamari sari barhi se barhi ganna ko bhi aasani se bhut hi kam samye menn hamare samne la theta hai.
4. Iski speed ka to koi anthaja hi nahi laga sakta hai. Ye itni teji se kam karta hai ki bhut barhi problems ko bhut hi kam samye menn solv ker theta hai.
Computer's type : -
Vesse to Computer ke kain types hoten hai jinki ginti ham nahi ker sakte hain.
Basic computer ke lag bhag tho bhag hoten hain.
1. Hardware : - Vha bhag jise ham chu sakten hain v dhekh sakten hain usse hardware kahten hain.
2. Software : - Vha bhag jisse ham dhekh sakten hain lekin chu nahi sakte per mahasus ker sakten hain usse software kahaten hain.
0 Comments