Blood : -

Hello friends mera name Rajveer hai Aaj ham is post menn blood ke bare menn janenge ki ye hamari body menn kiss parkar kam karta hai.

Blood Knowledge and Works : -
blood
Blood

Jaisa ki aap sab ko vithit hai ki hamari body menn blood ka sarculation chalta rahata hai jo hamen jivit rakhta hai. Ye body menn paya jane bala ek tarl patharth hai. Blood ek tarl sanyogi utak hai jo lal rang ka hota hai ye hamare sarir ka tap niyentrit karta hai v body menn nishchita banaye rakhta hai. Jo hamari body ko bhut jarury hai.

Oxizen v carven die oxid per vinimye banaye rkhta hai. Food ko jagahan jagahan per niyemit rup se parivahan karvata hai. Ganthe patharthon ko body se baher bhi nikalta hai. Ye lagbhag sabhi jive jantuon menn paya jata hai. Lagbhag sari bimariyan kabhi kabhi kuhnke khrab hone se hi hoti hai. Ye sabhi ango menn oxizen ka santhanatern karta hai. Blood ka PH- 7.4 hota hai. Blood ka nirman red bone marrow menn hota hai. Jo vyekti ek tham saf v savsath hai usmenn lagbhag 5 liter blood paya jata hai. Blood cells thee parkar ki hoti hai.

1. (RBC) Red Blood Cells

2. (WBC) Wight Blood Cells

3. (P) Platelets

1. Red Blood Cells : -

Ye all cells ka 90 % bhag hoti hai. Ye blood ki sabse mahatvpuran cells hai. Mana Jata hai ki iss cell ka koi cender nahi hota. Ismenn ek protine paya jata hai jise Himoglobin kahten hain.

2. Wight Blood Cells : -

Ye bhut hi mahatvpuran cell hai jo hamari body ki bimariyon ke kitanuon se rakhsa karti hai. Ye jab larhte larhte nasht ho jati hai to hamare sarir se pinpals ke rup menn baher aati hai.

3. Platelets : -

Ye koshika bhi hamari body menn mahatvpuran bhumika nibhati hai jo hamare liye bhut jarury hai ye hamare chot lagne per blood ka thaka jamane ke kam aati hai